surah kausar ka wazifa

 Aaj Main Aap ke sath Surah Kausar ka Wazifa aur Rat ko Surah Kausar Parne ki Fazilat btahonga  Surah Kausar ke bohat zyada Wazaif hain Surh Kausar ki Bohat Zyada Fazilat hai  Surah Kausar ka Wazifa aisa hai jis ke karne se Allah Aap ki har Hajat pori kary ga.


surah kausar ka wazifa



surah kausar ka wazifa


surah kausar ka wazifa





Surah Kausar Qurani Pak ki Sab se Choti Surah Mubarika hai.Sura Kausar os wqat Nazil hoi Jab Hmary Pyare Nabi Hazrat Muhammad ke Bete Ibrahim Is dunya se Wafat pa gai aur Logon ke Ap ko abtar khna Shuru kr diya tha Os Waqat Surah Kausar Nazil Hoi.




Surah Kausar ki Fazilat

Surah Kausar ki Fazilat



Surah Kausar ka Wazifa.

Surah Kausar ka ya Wazifa ap nay Rat ko Namaz e Ishaa ke bad parna hai.app ne bawazo Tanhai me Bath kar 313 Martba Surah Kausar parni hai aur Wazifa parne ke duran ap ne kisi se be kisi kisam ki bat nahi karni hai.wazifa ke awal aur akhar 3,3 Martba Drood e Ibrahimi lazmi parna hai.



surah kausar ka wazifa


Wazifa ki Mudadd

AAp ne yea Wazifa Muslsal 21 roz tak karna hai.kisi be din chotna nahi hona chahye wgrna wazifa parne ka faida nahi hoga.aap ne Surah Kausar ka ya Wazifa pahly din Jis wqat Shoro krna hai baki roz mein be usi wqat E parna hai.


surah kausar ka wazifa

Wazifa parne ka fayda.

surah kausra ki es amal ko karne se aap ka bad treen Dushman be aap sa mafi mange ga wazifa jab parna hai to jo be aap ka dushman hoga os ka taswar rakh kar parna hai.dosra fiyda ya hoga k Allah ap ko hmeshan sheetani shar se Mahfooz rakhy ga.Zmeeni aur Asmani Afat se Mahfooz rakhy ga.iss amal se khud be fiyda uthany aur dosron ke Sath Share be Zaroor kare.JAZZAK ALLAH



surah kausar ka wazifa

Zaroori baat

surah kausar ka wazifa

 pore yakeen se karna hai.yakeen mei kisi be kism ki kami nahi honi chahiy.wazifa sirf jayez maqsad ke liye karna hai.kisi ko bilawaja nuksan phnchany ke liye wazifa nahi krna hai.agar wazifa kisi ko nuksan pohnchany ke liye karoge to Nuksan ap ka apna he hoga.






Comments